Wednesday, 14 February 2018

How to hide\unhide video files or folder in mx player

AoA FrnDz..
Just FolloW Simple Steps....
1.Sabse Phale Aap MX Player Open Kare.
2. Ab Aap Ko Jis Video Ko Hide Karna Hai Us Video Ko Long Press Kare.
3. Ab Aapko Niche Edit (Pen) Ka Sign Dikhai Dega. Us Par Click Kare.
4. Click Karne Ke Baad Aapko Video Ke Name Me Kuch Badlaw Karna Hai.
Video Ke Name Se Sabse Pahle .(Dot) Lga De. Video Ke Baki Name Me Koi Change Nahi Karna.
Video Name Change Kar Ke Jab Aap OK Kroge To Wo Video Hide Ho Chuki Hogi.

Mx Player Hidden Video Ko Recover Kaise Kare.
Upar Maine Aapko Video Ko Hide Karne Ke Bare Me Btaya Tha Ki Ham Kisi Video Ko Hide Kaise Kare Ab Aapka Me Niche Btauga Ki Kisi Hide Video Ko Recover Kause Kare. Niche Aapko Me Ek Step Bta Raha Hu Aap Us Ko Follow Kare. To Aap Aasani Se Hide Video Ko Recover Kar Loge.
SETTING>>LIST>>Show Hidden files and folders
Hidden Files And Folders Par Ja Kar Ushe Ok Kare. Ab Jo Hide Videos Thi Wo Wapis Aa Jayegi...DonE
DuaOo Me YaD RkhNaaaA...

No comments:

Post a Comment

How To Make Home Name Account Latest trick 2018

AoA FrnDz...Ajj me Ap loGo KE Lya 1 Important or Achi Trick La kr AYA HuN....Soo just follow simple steps.... 1.Sbse phly Apky Pas Fresh Pr...