Yh sb process google chrome pr kro uc pr nh hoga ya pc pr krlo lekn mob sy bnio gy tu chrome is best Tu main tricks ki trf chaty h
Step 1: www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par acc bnio
Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare
Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
Address – Jo dosron sy different
Template – Niche diye huee template me se template ko select kate.
Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya Hamza to aapke blog ki link rahegi Hamza.blogspot.com. JUST SHARE WITH FRIENDS DYON MA YAD RAKHNA ALLAH HAFIZ
No comments:
Post a Comment